Main Agar Kahoon मैं अगर कहूँ song is from the movie Om Shanti Om directed by Farah Khan. The song is sung by Sonu Nigam, Shreya Ghosal. The song’s music is composed by Vishal-Shekhar & penned by Javed Akhtar. The movie cast includes Shahrukh Khan, Deepika Padukone in the lead role. Music Label T-Series.
Main Agar Kahoon Song Credits
Song Title – Main Agar Kahoon
Movie – Om Shanti Om (2007)
Director – Farah Khan
Starring – Shahrukh Khan, Deepika Padukone
Music – Vishal-Shekhar
Singer – Sonu Nigam, Shreya Ghoshal
Lyricist – Javed Akhtar
Music Label – T-Series
Main Agar Kahoon Song Lyrics in English
Tumko paya hai to jaise khoya hoon
Kehna chahun bhi to tumse kya kahon
Tumko paya hai to jaise khoya hoon
Kehna chahun bhi to tumse kya kahon
Kisi zaban mein bhi
Woh lafz hi nahi
Ki jinme mein tum ho kya
Tumhein mein bata sakun
Main agar kahoon tumsa haseen
Kaynaat mein nahi hai kahin
Tareef yeh bhi to
Sach hai kuch bhi nahi
Tumko paya hai to jaise khoya hoon
Shokhiyon mein doobi yeh adayein
Chehre se jhalki hui hain
Zulf ki ghani ghani ghataye
Shaan se dhalki hui hai
Lehrata aanchal hai jaise badal
Baahon mein bhari hai jaise chandani
Roop ki chandani
Main agar kahoon
Yeh dilkashi
Hai nahi kahin na hogi kabhi
Tareef yeh bhi to
Sach hai kuch bhi nahi
Tumko paya hai to jaise khoya hoon
Tum hue meherbaan
To hai yeh dastaan
Ho tum hue meherbaan
To hai yeh dastaan
Ab tumhara mera ek hai karwan
Tum jahan main wahan
Main agar kahoon humsafar meri
Apsara ho tum ya koi pari
Tareef yeh bhi to
Sach hai kuch bhi nahi
Tumko paya hai to jaise khoya hoon
Kehna chahoon bhi to tumse kya kahon
Kisi zabaon mein bhi
Woh labaz hi nahi
Ki jeene mein tum ho kya
Tumhein mein bata sakun
Main agar kahoon tumsa haseen
Kaynaat mein nahi hai kahin
Tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi
Main Agar Kahoon Song Lyrics in Hindi
तुमको पाया है तो जैसे खोया हूँ
कहना चाहूँ भी तो तुमसे क्या कहूँ
तुमको पाया है तो जैसे खोया हूँ
कहना चाहूँ भी तो तुमसे क्या कहूँ
किसी जबां में भी
वो लफ्ज़ ही नहीं
के जिन में तुम हो क्या
तुम्हें बता सकूँ
मैं अगर कहूँ तुम सा हसीं
कायनात में नहीं है कहीं
तारीफ़ ये भी तो
सच है कुछ भी नहीं
तुमको पाया है तो जैसे खोया हूँ
शोखियों में डूबी ये अदायें
चेहरे से झलकी हुई हैं
जुल्फ़ की घनी घनी घटायें
शान से ढलकी हुई हैं
लहराता आँचल है जैसे बादल
बाहों में भरी है जैसे चाँदनी
रूप की चाँदनी
मैं अगर कहूँ ये दिलकशी
है नहीं कहीं ना होगी कभी
तारीफ़ ये भी तो
सच है कुछ भी नहीं
तुम हुए मेहरबान
तो है ये दास्ताँ
तुम हुए मेहरबान
तो है ये दास्ताँ
अब तुम्हारा मेरा एक है कारवाँ
तुम जहाँ मैं वहाँ
मैं अगर कहूँ हमसफ़र मेरी
अप्सरा हो तुम या कोई परी
तारीफ यह भी तो
सच है कुछ भी नही
तुमको पाया है तो जैसे खोया हूँ
कहना चाहूँ भी तो तुमसे क्या कहूँ
किसी जबां में भी
वो लफ्ज़ ही नहीं
के जिन में तुम हो क्या
तुम्हें में बता सकूँ
मैं अगर कहूँ तुम सा हसीं
कायनात में नहीं है कहीं
तारीफ़ ये भी तो सच है कुछ भी नहीं
Main Agar Kahoon Video