Aadmi Bhutiya Hai Lyrics – Rahgir

Aadmi Bhutiya Hai आदमी भूतिया है lyrics by Rahgir is a Hindi song from movie Sherdil composed-penned by Rahgir. Movie directed by Srijit Mukherji starring Pankaj Tripathi, Neeraj Kabi, Sayani Gupta in the lead role having music label T-Series.

Aadmi Bhutiya Hai Song Credits

Song Title – Aadmi Bhutiya Hai
Movie – Sherdil – The Pilibhit Saga (2022)
Director – Srijit Mukherji
Starring – Pankaj Tripathi, Neeraj Kabi, Sayani Gupta
Music – Rahgir
Singer – Rahgir
Lyricist – Rahgir
Music Label – T-Series

Aadmi Bhutiya Hai Song Lyrics in English

Phoolon ki lashon mein
Tazagi chahta hai
Phoolon ki lashon mein
Tazagi chahta hai

Aadmi bhutiya hai
Kuch bhi chahta hai
Phoolon ki lashon mein

Zinda hai to aasmaan mein
Udne ki zidd hai
Zinda hai to aasmaan mein
Udne ki zidd hai

Oh mar jaaye to
Mar jaaye to
Sadne ko zameen chahta hai
Aadmi bhutiya hai

Kaat ke saare jhaad waad
Makaan bana liya khet mein
Cement bicha kar zameen saja di
Maar ke keede reit mein

Kaat ke saare jhaad waad
Makaan bana liya khet mein
Cement bicha kar zameen saja di
Maar ke keede reit mein

Laga ke parde chaaron ore
Kaid hai chaar diwari mein
Mitti ko chhune nahi deta
Mast hai kisi khumari mein
Mast hai kisi khumari mein

Wahi banda
Apne ghar ke aage nadi chahta hai
Aadmi bhutiya hai

Taang ke basta utha ke tambu
Jaaye door pahadon mein
Wahan bhi DJ daaru masti
Chahe shehar ujadon mein

Taang ke basta utha ke tambu
Jaaye door pahadon mein
Wahan bhi DJ daaru masti
Chahe shehar ujadon mein

Phir shehar bulaye usko to
Jata hai chhod tabaahi peeche
Kudrat ko kar daagdaar sa
Chhod ke apni syahi peeche
Chhod ke apni syahi peeche

Aur wahi banda
Phir se wahi hariyali chahta hai
Aadmi bhutiya hai

Phoolon ki lashon mein
Tazagi chahta hai
Phoolon ki lashon mein
Tazagi chahta hai

Aadmi bhutiya hai
Kuch bhi chahta hai
Phoolon ki lashon mein

Aadmi Bhutiya Hai Song Lyrics in Hindi

फूलों की लाशों में
ताज़गी चाहता है
फूलों की लाशों में
ताज़गी चाहता है

आदमी भूतिया है
कुछ भी चाहता है
फूलों की लाशों में

ज़िंदा है तो आसमान में
उड़ने की ज़िद्द है
ज़िंदा है तो आसमान में
उड़ने की ज़िद्द है

ओह मर जाए तो
मर जाए तो
सड़ने को ज़मीन चाहता है
आदमी भूतिया है

काट के सारे झाड़ वाड़
मकान बना लिया खेत में
सीमेंट बिछा कर ज़मीन सजा दी
मार के कीड़े रेत में

काट के सारे झाड़ वाड़
मकान बना लिया खेत में
सीमेंट बिछा कर ज़मीन सजा दी
मार के कीड़े रेत में

लगा के परदे चारों ओर
कैद है चार दिवारी में
मिट्टी को छूने नहीं देता
मस्त है किसी खुमारी में
मस्त है किसी खुमारी में

वही बंदा
अपने घर के आगे नदी चाहता है
आदमी भूतिया है

टांग के बस्ता उठा के तंबू
जाए दूर पहाड़ों में
वहाँ भी डीजे दारू मस्ती
चाहे शहर उजाडों में

टांग के बस्ता उठा के तंबू
जाए दूर पहाड़ों में
वहाँ भी डीजे दारू मस्ती
चाहे शहर उजाडों में

फिर शहर बुलाये उसको तो
जाता है छोड़ तबाही पीछे
कुदरत को कर दागदार सा
छोड़ के अपनी स्याही पीछे
छोड़ के अपनी स्याही पीछे

और वही बंदा
फिर से वही हरियाली चाहता है
आदमी भूतिया है

फूलों की लाशों में
ताज़गी चाहता है
फूलों की लाशों में
ताज़गी चाहता है

आदमी भूतिया है
कुछ भी चाहता है
फूलों की लाशों में

Aadmi Bhutiya Hai Video

Found mistake in lyrics? We will rectify it. Please specify the error and email us at [email protected]