Jab Saiyaan Lyrics – Shreya Ghoshal

Jab Saiyaan जब सैयां lyrics by Shreya Ghoshal is a Hindi song from movie Gangubai Kathiawadi composed by Sanjay Leela Bhansali while penned by A.M. Turaz. Movie directed by Sanjay Leela Bhansali starring Alia Bhatt, Shantanu Maheshwari, Vijay Raaz, Indira Tiwari, Seema Pahwa, Jim Sarbh, Varun Kapoor, Ajay Devgn, Huma Qureshi in the lead role having music label Saregama India Ltd.

Jab Saiyaan Song Credits

Song Title – Jab Saiyaan
Movie – Gangubai Kathiawadi (2022)
Director – Sanjay Leela Bhansali
Starring – Alia Bhatt, Shantanu Maheshwari, Vijay Raaz, Indira Tiwari, Seema Pahwa, Jim Sarbh, Varun Kapoor, Ajay Devgn, Huma Qureshi
Music – Sanjay Leela Bhansali
Singer – Shreya Ghoshal
Lyricist – A.M. Turaz
Music Label – Saregama India Ltd

Jab Saiyaan Song Lyrics in English

Jab saiyaan aaye shaam ko
To lag gaye chand mere naam ko
Jab saiyaan aaye shaam ko
To lag gaye chand mere naam ko

Sar pe rakh ke naach phiri main
Har jalte hue ilzaam ko

Jab saiyaan aaye shaam ko
To lag gaye chand mere naam ko

Dewaron dar chaukhat waukhat
Ban gaye hain sab saheli
Yeh kuch pucche woh kuch pucche
Kitne jawab doon main akeli

Hazaron kaam mil gaye hain
Yun baithe bithaye iss naakam ko

Jab saiyaan aaye shaam ko
To lag gaye chand mere naam ko

Khudko dekhne tak ki bhi
Fursat mujhko nahi milti
Unke ishq ke noor ke aage
Shamma nahi jalti

Khudko dekhne tak ki bhi
Fursat mujhko nahi milti
Unke ishq ke noor ke aage
Shamma nahi jalti

Lakhon naaz lag gaye hain
Phir guroor ke iss badnam ko

Jab saiyaan aaye shaam ko
To lag gaye chand mere naam ko
Sar pe rakh ke naach phiri main
Har jalte hue ilzaam ko

Jab Saiyaan Song Lyrics in Hindi

जब सैयां आये शाम को
तो लग गये चाँद मेरे नाम को
जब सैयां आये शाम को
तो लग गये चाँद मेरे नाम को

सर पे रख के नाच फिरी मैं
हर जलते हुए इलज़ाम को

जब सैयां आये शाम को
तो लग गये चाँद मेरे नाम को

दीवारों दर चौखट वौखत
बन गए हैं सब सहेली
ये कुछ पूछे वो कुछ पूछे
कितने जवाब दूँ मैं अकेली

हज़ारों काम मिल गए हैं
यूँ बैठे बिठाये इस नाक़ाम को

जब सैयां आये शाम को
तो लग गये चाँद मेरे नाम को

खुदको देखने तक की भी
फुर्सत मुझको नहीं मिलती
उनके इश्क़ के नूर के आगे
शम्मा नहीं जलती

खुदको देखने तक की भी
फुर्सत मुझको नहीं मिलती
उनके इश्क़ के नूर के आगे
शम्मा नहीं जलती

लाखों नाज़ लग गये हैं
फिर गुरूर के इस बदनाम को

जब सैयां आये शाम को
तो लग गये चाँद मेरे नाम को
सर पे रख के नाच फिरी मैं
हर जलते हुए इलज़ाम को

Jab Saiyaan Video

Found mistake in lyrics? We will rectify it. Please specify the error and email us at [email protected]