Kaun Sune Fariyad Hamari Lyrics – Lata Mangeshkar

Kaun Sune Fariyad Hamari कौन सुने फ़रियाद हमारी lyrics by Lata Mangeshkar is a Hindi song from movie Dulari composed by Naushad while penned by Shakeel Badayuni. Movie directed by A. R. Kardar starring Madhubala, Suresh, Jayant, Shyam Kumar, Geeta Bali in the lead role having music label Saregama India Ltd.

Kaun Sune Fariyad Hamari Song Credits

Song Title – Kaun Sune Fariyad Hamari
Movie – Dulari (1949)
Director – A. R. Kardar
Starring – Madhubala, Suresh, Jayant, Shyam Kumar, Geeta Bali
Music – Naushad
Singer – Lata Mangeshkar
Lyricist – Shakeel Badayuni
Music Label – Saregama India Ltd

Kaun Sune Fariyad Hamari Song Lyrics in English

Kaun sune fariyad hamari
Kaun sune fariyad
Kaun sune fariyad hamari
Kaun sune fariyad

Koi nahi hai puchne wala
Koi nahi hai puchne wala
Kisko kare hum yaad
Humari kaun sune fariyad

Phir wohi aansu phir wohi aahein
Phir wohi aansu phir wohi aahein

Gham ke yeh din
Gham ke yeh din
Gham ke yeh din
Hum kaise bitayein

Chhut gaye iss kaid se phir bhi
Chhut gaye iss kaid se phir bhi
Hona sake aazad
Humari kaun sune fariyad

Loot liya takdeer ne humko
Loot liya takdeer ne humko

Aag lage aag lage
Aag lage iss zulm-o-sitam ko
Toot gayi sab dil ki umeedein
Toot gayi sab dil ki umeedein

Ho ke rahe barbad
Humari kaun sune fariyad
Kaun sune fariyad hamari
Kaun sune fariyad

Kaun Sune Fariyad Hamari Song Lyrics in Hindi

कौन सुने फ़रियाद हमारी
कौन सुने फरियाद
कौन सुने फ़रियाद हमारी
कौन सुने फरियाद

कोई नहीं है पूछने वाला
कोई नहीं है पूछने वाला
किसको करे हम याद
हमारी कौन सुने फरियाद

फिर वोही आँसू फिर वोही आहे
फिर वोही आँसू फिर वोही आहे

ग़म के ये दिन
ग़म के ये दिन
ग़म के ये दिन
हम कैसे बिताए

छूट गए इस कैद से फिर भी
छूट गए इस कैद से फिर भी
होना सके आज़ाद
हमारी कौन सुने फरियाद

लूट लिया तकदीर ने हमको
लूट लिया तकदीर ने हमको

आग लगे आग लगे
आग लगे इस ज़ुल्म-ओ-सीताम को
टूट गयी सब दिल की उम्मीदें
टूट गयी सब दिल की उम्मीदें

हो के रहे बर्बाद
हमारी कौन सुने फरियाद
कौन सुने फ़रियाद हमारी
कौन सुने फरियाद

Kaun Sune Fariyad Hamari Videoclick here

Found mistake in lyrics? We will rectify it. Please specify the error and email us at [email protected]