Rehne Ko Ghar Nahin रहने को घर नहीं song is from the movie Sadak directed Mahesh Bhatt. The song is sung by Anuradha Paudwal, Abhijit Bhattacharya. The song’s music is composed by Nadeem Shravan & penned by Sameer, Surendra Sathi, Rani Mallik. The movie cast includes Sanjay Dutt, Pooja Bhatt in the lead role. Music Label T Series.
Rehne Ko Ghar Nahin Song Credits
Song Title – Rehne Ko Ghar Nahin
Movie – Sadak (1991)
Director – Mahesh Bhatt
Starring – Sanjay Dutt, Pooja Bhatt
Music – Bhushan Dua
Singer – Kumar Sanu, Debashish Dasgupta, Jiunaid Akhtar
Lyrics – Sameer
Music Label – T Series
Rehne Ko Ghar Nahin Song Lyrics in English
Rehne ko ghar nahin
Sone ko bistar nahin
Rehne ko ghar nahin
Sone ko bistar nahin
Apna kuda hai rakhawala
Ab tak usi ne hai paala
Rehne ko ghar nahin
Sone ko bistar nahin
Rehne ko ghar nahin
Sone ko bistar nahin
Apna kuda hai rakhawala
Ab tak usi ne hai paala
Apni to zindagi kat’ti hai
Footpath pe
Unche unche ye mahal
Apne hai kis kaam ke
Humko to maa baap ke
Jaisi lagti hai sadak
Koi bhi apna nahin
Rishte hain bas naam ke
Apne jo saath hai
Ye andheri raat hai
Apne jo saath hai
Ye andheri raat hai
Apna nahin hai ujala
Ab tak usi ne hai paala
Hum to mazdoor hain
Hum to mazadoor hain
Har gam se door hain
Mehnat ki rotiyan
Miljul ke khate hain
Hum kabhi neend ki
Goliyan lete nahi
Rakh ke pathar pe sar
Thak ke so jaate hain
Toofan se jab ghire
Rahon mein jab gire
Toofaan se jab ghire
Rahon mein jab gire
Humko usi ne sambhala
Ab tak usi ne hai pala
Yeh kaisa mulk hai
Yeh kaisi reet hai
Yaad karte hain humein
Log kyun marne ke baad
Andhe baharon ki basti
Chaaron taraf andher hai
Sab ke sab lachar hain
Kaun sune kiski fariyaad
Aise mein jeena hai
Humko to peena hai
Aise mein jeena hai
Humko to peena hai
Jeevan zehar ka hai pyala
Ab tak usi ne hai paala
Rehne ko ghar nahin
Sone ko bistar nahin
Rehne ko ghar nahin
Sone ko bistar nahin
Apna kuda hai rakhawala
Ab tak usi ne hai paala
Apna kuda hai rakhawala
Ab tak usi ne hai paala
Rehne Ko Ghar Nahin Song Lyrics in Hindi
रहने को घर नहीं
सोने को बिस्तर नहीं
रहने को घर नहीं
सोने को बिस्तर नहीं
अपना ख़ुदा है रखवाला
अब तक उसी ने है पाला
रहने को घर नहीं
सोने को बिस्तर नहीं
रहने को घर नहीं
सोने को बिस्तर नहीं
अपना ख़ुदा है रखवाला
अब तक उसी ने है पाला
अपनी तो ज़िन्दगी कटती है
फूटपाथ पे
ऊँचे ऊँचे ये महल
अपने हैं किस काम के
हमको तो माँ बाप के
जैसी लगती है सड़क
कोई भी अपना नहीं
रिश्ते हैं बस नाम के
अपने जो साथ है
ये अँधेरी रात है
अपने जो साथ है
ये अँधेरी रात है
अपना नहीं है उजाला
अब तक उसी ने ही पाला
हम तो मज़दूर हैं
हम तो मज़दूर हैं
हर गम से दूर हैं
मेहनत की रोटियां
मिलजुल के खाते हैं
हम कभी नींद की
गोलियां लेते नहीं
रख के पत्थर पे सर
थक के सो जाते हैं
तूफ़ान से जब घिरे
राहों में जब गिरे
तूफ़ान से जब घिरे
राहों में जब गिरे
हमको उसी ने संभाला
अब तक उसी ने ही पाला
यह कैसा मुल्क़ है
ये कैसी रीत है
याद करते हैं हमें
लोग क्यों मरने के बाद
अंधे बहारों की बस्ती
चारों तरफ अँधेरे है
सब के सब लाचार हैं
कौन सुने किसकी फ़रियाद
ऐसे में जीना है
हमको तो पीना है
ऐसे में जीना है
हमको तो पीना है
जीवन ज़हर का है प्याला
अब तक उसी ने ही पाला
रहने को घर नहीं
सोने को बिस्तर नहीं
रहने को घर नहीं
सोने को बिस्तर नहीं
अपना ख़ुदा है रखवाला
अब तक उसी ने ही पाला
अपना ख़ुदा है रखवाला
अब तक उसी ने ही पाला
Rehne Ko Ghar Nahin Video