Zinda Hai Lyrics – Sukhwinder Singh

Zinda Hai जिंदा है song from the movie Tiger Zinda Hai directed by Ali Abbas Zafar. The song is sung by Sukhwinder Singh, Raftaar. The song’s music is composed by Vishal-Shekhar & written by Irshad Kamil. The movie cast includes Salman Khan, Katrina Kaif in lead role. Music Label YRF Music.


Zinda Hai Song Credits

Song Title – Zinda Hai
Director – Ali Abbas Zafar
Starring – Salman Khan, Katrina Kaif
Composer – Vishal-Shekhar
Singer – Sukhwinder Singh
Rap – Raftaar
Lyricist – Irshad Kamil
Music Label – YRF Music

 

Zinda Hai Song Lyrics in English

Sehra saahil jungle basti baag woh
Shola shola jalta charag woh
Ho parvat paani aandhi ambar aag woh
Shola shola jalta charag woh

Har kaali raat se ladta hai
Woh jalta aur nikharta hai
Aage hi aage badhta
Jab tak zinda hai

Kahin par toofan abhi zinda hai
Jazbon mein jaan abhi zinda hai
Saagar khamoshi mein bhi
Saagar hi rehta hai
Leharon se kehta hai
Woh zinda hai

Bheetar toofan abhi zinda hai
Jazbon mein jaan abhi zinda hai

Raaton ke saaye mein hai woh chhupa
Dushman na dekhega kal ki subah
Kahan se aaya woh kahan hai jaata
Na mujhko pata hai na tujhko pata

Haan wo nihattha hi shatru ko karta nirast
Bhes badalta woh jaise ho astra
Jadse ukhadega bheetar se maarega
Uska irada hai bramha ka astra
Woh gyani hai swabhimani wohi
Tu jaanta uski kahaani nahi
Zinda hai zinda rahega woh
Jab tak ke marne ki usne hi thaani nahi

Ghairat gussa chahat aur malaal woh
Ziddi ziddi ziddi khayaal woh
Hai jung bhi hai woh hamla bhi aur jaal wo
Ziddi ziddi ziddi khayaal woh

Sholon ki aankh mein rehta hai
Har sacchi baat woh kehta hai
Lava sa ragon mein behta hai
Woh jab tak zinda hai

Bheetar toofan abhi zinda hai
Jazbon mein jaan abhi zinda hai
Saagar khamoshi mein bhi
Saagar hi rehta hai
Leharon se kehta hai
Woh zinda hai

Bheetar toofan abhi zinda hai
Jazbon mein jaan abhi zinda hai

Zinda Hai Song Lyrics in Hindi

शेहरा साहिल जंगल बस्ती बाग वो
शोला शोला जलता चिराग वो
हो पर्वत पानी आंधी अम्बर आग वो
शोला शोला जलता चिराग वो

हर काली रात से लड़ता है
वो जलता और निखरता है वो
आगे ही आगे बढ़ता
जब तक जिंदा है

कहीं पर तूफान अभी जिंदा है
ज़ज्बों में जान अभी जिंदा है
सागर खामोशी में भी
सागर ही रहता है
लहरों से कहता है
वो जिंदा है

भीतर तूफान अभी जिंदा है
ज़ज्बों में जान अभी जिंदा है

रातों के शाये में है वो छुपा
दुश्मन न देखेगा कल की सुबह
कहाँ से आया वो कहाँ है जाता
ना मुझको पता है ना तुझको पता

हाँ वो निहत्था ही शत्रु को करता निरस्त
भेस बदलता है जैसे हो वस्त्र
जड़से से उखड़ेगा भीतर से मरेगा
उसका इरादा है ब्रह्मा का अस्त्र
वो ज्ञानी है स्वाभीमानी वही
तू जनता उसकी कहानी नहीं
जिंदा है जिंदा रहेगा वो
जब तक की मरने की उसने ही ठानी नहीं

गैरत गुस्सा चाहत और मलाल वो
जिद्दी जिद्दी जिद्दी ख्याल वो
है जंग भी है वो हमला भी और जाल वो
जिद्दी जिद्दी जिद्दी ख्याल वो

शोलों की आँख में रहता है
हर सच्ची बात वो कहता है
लावा सा रगों में बहता है
वो जब तक जिंदा है

भीतर तूफान अभी जिंदा है
ज़ज्बों में अभी जान जिंदा है
सागर खामोशी में भी
सागर ही रहता है
लहरों से कहता है
वो जिंदा है है

भीतर तूफान अभी जिंदा है
ज़ज्बों में जान अभी जिंदा है

Zinda Hai Video

Found mistake in lyrics? We will rectify it. Please specify the error & mail us at [email protected]