Nazar Mein Bijli ज़र में बिजली lyrics by Mohammed Rafi is a Hindi song from movie Prince composed by Shankar-Jaikishan while penned by Farooq Qaiser. Movie directed by Lekh Tandon starring Shammi Kapoor, Vyjayanthimala, Ajit, Rajendra Nath in the lead role having music label Saregama India Ltd.
Nazar Mein Bijli Song Credits
Song Title – Nazar Mein Bijli
Movie – Prince (1969)
Director – Lekh Tandon
Starring – Shammi Kapoor, Vyjayanthimala, Ajit, Rajendra Nath
Music – Shankar-Jaikishan
Singer – Mohammed Rafi
Lyricist – Farooq Qaiser
Music Label – Saregama India Ltd
Nazar Mein Bijli Song Lyrics in English
Nazar mein bijli ada mein shole
Janaab-e-aali main sadke jaavaan
Zara palat ke idhar to dekho
Zara palat ke idhar to dekho
O gusse waali main sadke jaavaan
Nazar mein bijli ada mein shole
Janaab-e-aali main sadke jaavaan
Zara palat ke idhar to dekho
Zara palat ke idhar to dekho
O gusse waali main sadke jaavaan
Kabhi to humko salaam kar lo
Kabhi to puchho ke haal kya hai
Kabhi to humko salaam kar lo
Kabhi to puchho ke haal kya hai
Yeh husn tumko diya khuda ne
Tumhara isme kamaal kya hai
Nazar mein bijli ada mein shole
Janaab-e-aali main sadke jaavaan
Zara palat ke idhar to dekho haan
Zara palat ke idhar to dekho
O gusse waali main sadke jaavaan
Tera yeh aashiq tera deewana
Zamane bhar se juda hai pyaare
Tera yeh aashiq tera deewana
Zamane bhar se juda hai pyaare
Labon pe mere jo aa gayi hai
Woh tere dil ki sadaa hai pyaare
Nazar mein bijli ada mein shole
Janaab-e-aali main sadke jaavaan
Zara palat ke idhar to dekho haye
Zara palat ke idhar to dekho
O gusse waali main sadke jaavaan
Gurur tera main tod dunga
Yeh naaz tera nahi sahunga
Gurur tera main tod dunga
Yeh naaz tera nahi sahunga
Jo pyar se tu yeh jaan maange
Kasam khuda ki mein jaan dunga
Nazar mein bijli ada mein shole
Janaab-e-aali main sadke jaavaan
Zara palat ke idhar to dekho
Zara palat ke idhar to dekho
O gusse waali main sadke jaavaan
Nazar Mein Bijli Song Lyrics in Hindi
नज़र में बिजली अदा में शोले
जनाब-ए-आली मैं सदके जावां
ज़रा पलट के इधर तो देखो
ज़रा पलट के इधर तो देखो
ओ गुस्से वाली मैं सदके जावां
नज़र में बिजली अदा में शोले
जनाब-ए-आली मैं सदके जावां
ज़रा पलट के इधर तो देखो
ज़रा पलट के इधर तो देखो
ओ गुस्से वाली मैं सदके जावां
कभी तो हमको सलाम कर लो
कभी तो पूछो के हाल क्या है
कभी तो हमको सलाम कर लो
कभी तो पूछो के हाल क्या है
ये हुस्न तुमको दिया खुदा ने
तुम्हारा इसमें कमाल क्या है
नज़र में बिजली अदा में शोले
जनाब-ए-आली मैं सदके जावां
ज़रा पलट के इधर तो देखो
ज़रा पलट के इधर तो देखो
ओ गुस्से वाली मैं सदके जावां
तेरा ये आशिक़ तेरा दीवाना
ज़माने भर में जुड़ा है प्यारे
तेरा ये आशिक़ तेरा दीवाना
ज़माने भर में जुड़ा है प्यारे
लबों पे मेरे जो आ गई है
वो तेरे दिल की सदा है प्यारे
नज़र में बिजली अदा में शोले
जनाब-ए-आली मैं सदके जावां
ज़रा पलट के इधर तो देखो हाए
ज़रा पलट के इधर तो देखो
ओ गुस्से वाली मैं सदके जावां
गुरुर तेरा मैं तोड़ दूँगा
ये नाज़ तेरा नहीं सहूंगा
गुरुर तेरा मैं तोड़ दूँगा
ये नाज़ तेरा नहीं सहूंगा
जो प्यार से तू ये जान मांगे
कसम खुदा की में जान दूंगा
नज़र में बिजली अदा में शोले
जनाब-ए-आली मैं सदके जावां
ज़रा पलट के इधर तो देखो
ज़रा पलट के इधर तो देखो
ओ गुस्से वाली मैं सदके जावां
Nazar Mein Bijli Video