Dekha Ek Khwab देखा एक ख्वाब lyrics by Lata Mangeshkar, Kishore Kumar is a Hindi song from movie Silsila composed by Shiv-Hari while penned by Javed Akhtar. Movie directed by Yash Chopra starring Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan, Rekha, Sanjeev Kumar, Shashi Kapoor, Kulbhushan Kharbanda in the lead role having music label YRF.
Dekha Ek Khwab Song Credits
Song Title – Dekha Ek Khwab
Movie – Silsila (1981)
Director – Yash Chopra
Starring – Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan, Rekha, Sanjeev Kumar, Shashi Kapoor, Kulbhushan Kharbanda
Music – Shiv-Hari
Singer – Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Lyricist – Javed Akhtar
Music Label – YRF
Dekha Ek Khwab Song Lyrics in English
Dekha ek khwab to yeh silsile huye
Door tak nigahon mein hain gul khile huye
Dekha ek khwab to yeh silsile huye
Door tak nigahon mein hain gul khile huye
Yeh gila hai aapki nigahon se
Phool bhi ho darmiyan to faasle huye
Dekha ek khwab to yeh silsile huye
Door tak nigahon mein hain gul khile huye
Meri saanson mein basi khushboo teri
Yeh tere pyar ki hai jadugari
Teri aawaz hai hawaon mein
Pyar ka rang hai phizaon
Dhadkanon mein tere geet hain mile huye
Kya kahun ke sharm se hain lab sile huye
Dekha ek khwab to yeh silsile huye
Phool bhi ho darmiyaan to faasle huye
Mera dil hai teri panahon mein
Aa chhupa loon tujhe main baahon mein
Teri tasveer hai nigahon mein
Door tak roshni hai raahon mein
Kal agar na roshni ke kafile huye
Pyar ke hazar deep hain jale huye
Dekha ek khwab to yeh silsile huye
Door tak nigahon mein hain gul khile huye
Yeh gila hai aapki nigahon se
Phool bhi ho darmiyan to faasle huye
Dekha ek khwab to yeh silsile huye
Phool bhi ho darmiyaan to faasle huye
Dekha Ek Khwab Song Lyrics in Hindi
देखा एक ख्वाब तो ये सिलसिले हुए
दूर तक निगाहों में हैं गुल खिले हुए
देखा एक ख्वाब तो ये सिलसिले हुए
दूर तक निगाहों में हैं गुल खिले हुए
ये गिला है आपकी निगाहों से
फूल भी हो दरमियाँ तो फ़ासले हुए
देखा एक ख्वाब तो ये सिलसिले हुए
दूर तक निगाहों में हैं गुल खिले हुए
मेरी साँसों में बसी खुश्बू तेरी
ये तेरे प्यार की है जादूगरी
तेरी आवाज़ है हवाओं में
प्यार का रंग है फिज़ाओं
धड़कनों में तेरे गीत हैं मिले हुए
क्या कहूँ के शर्म से हैं लब सिले हुए
देखा एक ख्वाब तो ये सिलसिले हुए
दूर तक निगाहों में हैं गुल खिले हुए
मेरा दिल है तेरी पनाहों में
आ छुपा लूँ तुझे मैं बाहों में
तेरी तस्वीर है निगाहों में
दूर तक रोशनी है राहों में
कल अगर ना रौशनी के काफिले हुए
प्यार के हज़ार दीप हैं जले हुए
देखा एक ख्वाब तो ये सिलसिले हुए
दूर तक निगाहों में हैं गुल खिले हुए
ये गिला है आपकी निगाहों से
फूल भी हो दरमियाँ तो फ़ासले हुए
देखा एक ख्वाब तो ये सिलसिले हुए
दूर तक निगाहों में हैं गुल खिले हुए
Dekha Ek Khwab Video