Pehli Pehli Baar Mohabbat Ki Hai Lyrics – Kumar Sanu

Pehli Pehli Baar Mohabbat Ki Hai पहली पहली बार मोहब्बत की है song is from the movie Sirf Tum directed by Agathiyan. The song is sung by Kumar Sanu, Alka Yagnik. The song’s music is composed by Bhushan Dua & penned by Sameer. The movie cast includes Sanjay Kapoor, Priya Gill, Sushmita Sen, Jackie Shroff in the lead role. Music Label T-Series.

Pehli Pehli Baar Mohabbat Ki Hai Song Credits

Song Title – Pehli Pehli Baar Mohabbat Ki Hai
Movie – Sirf Tum (1999)
Director – Agathiyan
Starring – Sanjay Kapoor, Priya Gill, Sushmita Sen, Jackie Shroff
Music – Bhushan Dua
Singer – Kumar Sanu, Alka Yagnik
Lyricist – Sameer
Music Label – T-Series

Pehli Pehli Baar Mohabbat Ki Hai Song Lyrics in English

Mere mehboob
Mere is dil ne
Raat ko din
Subha ko shaam likha
Itna baichain kar diya tumne
Maine yeh khat tumhare naam likha

Pehli pehli baar mohabbat ki hai
Pehli pehli baar mohabbat ki hai
Kuch na samajh mein
Aaye main kya karoon

Ishq ne meri aisi haalat ki hai
Ishq ne meri aisi haalat ki hai
Kuch na samajh mein
Aaye main kya karoon

Pehli pehli baar mohabbat ki hai
Kuch na samajh mein
Aaye main kya karoon

Ishq ne meri aisi haalat ki hai
Kuch na samajh mein
Aaye main kya karoon

Pehli pehli baar mohabbat ki hai
Kuch na samajh mein
Aaye main kya karoon

Mera haal bura hai lekin
Tum kaisi ho likhna
Mera chodo jaan meri
Apna khayal tum rakhna

Kore kagaz pe maine
Saara armaan nikala
Mere is dil mein jo kuch tha
Khat mein sab likh dala

Pehli pehli baar shararat ki hai
Pehli pehli baar shararat ki hai
Kuch na samajh mein
Aaye main kya karoon

Pehli pehli baar mohabbat ki hai
Kuch na samajh mein
Aaye main kya karoon

Kash mera dil bhi koi
Kagaz ka tukda hota
Raat ko teri baahon mein
Takiye ke neeche sota

Ho keral mein garmi hai
Nainital se sardi bhejo
Jo rahat paunchaaye
Aisa kuch bedardi bhejo

Bin teri yaadon ke
Ek pal jeena hai mushkil
Kaise likh doon tujhko
Kitna chahe mera dil

Apni ek tasveer
Lifafe mein rakh kar bhijwa do
Main khud milne aaungi
Kuch din dil ko samjha do

Tum kitni bholi ho
Tum kitne acche ho
Tum kitni seedhi ho
Tum kitne sache ho

Pehli pehli baar ye chaahat ki hai
Pehli pehli baar ye chaahat ki hai
Kuch na samajh mein
Aaye main kya karoon

Pehli pehli baar mohabbat ki hai
Pehli pehli baar mohabbat ki hai
Kuch na samajh mein
Aaye main kya karoon

Ishq ne meri aisi haalat ki hai
Ishq ne meri aisi haalat ki hai
Kuch na samajh mein
Aaye main kya karoon

Pehli Pehli Baar Mohabbat Ki Hai Song Lyrics in Hindi

मेरे मेहबूब
मेरे इस दिल ने
रात को दिन
सुबह को शाम लिखा
इतना बेचैन कर दिया तुमने
मैने ये खत तुम्हारे नाम लिखा

पहली पहली बार मोहब्बत की है
पहली पहली बार मोहब्बत की है
कुछ ना समझ में
आये मैं क्या करूं

इश्क़ ने मेरी ऐसी हालत की है
इश्क़ ने मेरी ऐसी हालत की है
कुछ ना समझ में
आये मैं क्या करूं

पहली पहली बार मोहब्बत की है
कुछ ना समझ में
आये मैं क्या करूं

इश्क़ ने मेरी ऐसी हालत की है
कुछ ना समझ में
आये मैं क्या करूं

पहली पहली बार मोहब्बत की है
कुछ ना समझ में
आये मैं क्या करूं

मेरा हाल बुरा है लेकिन
तुम कैसी हो लिखना
मेरा छोडो जान मेरी
अपना ख्याल तुम रखना

कोरे कागज़ पे मैंने
सारा अरमान निकला
मेरे इस दिल में जो कुछ था
खत में सभ लिख डाला

पहली पहली बार शरारत की है
पहली पहली बार शरारत की है
कुछ ना समझ में
आये मैं क्या करूं

पहली पहली बार मोहब्बत की है
कुछ ना समझ में
आये मैं क्या करूं

काश मेरा दिल भी
कागज़ का टुकड़ा होता
रात को तेरी बाहों में
तकिए के नीचे सोता

हो केरल में गर्मी है
नैनीताल से सर्दी भेजो
जो राहत पहुंचाए
ऐसा कुछ बेदरदी भेजो

बिन तेरी यादों के
एक पल जीना है मुश्किल
कैसे लिख दूँ तुझको
कितना चाहे मेरा दिल

अपनी एक तस्वीर
लिफाफे में रख कर भिजवादो
मैं खुद मिलने आऊँगी
कुछ दिन दिल को समझा दो

तुम कितनी भोली हो
तुम कितने अच्छे हो
तुम कितनी सीधी हो
तुम कितने सच्चे हो

पहली पहली बार ये चाहत की है
पहली पहली बार ये चाहत की है
कुछ ना समझ में
आये मैं क्या करूं

पहली पहली बार मोहब्बत की है
पहली पहली बार मोहब्बत की है
कुछ ना समझ में
आये मैं क्या करूं

इश्क़ ने मेरी ऐसी हालत की है
इश्क़ ने मेरी ऐसी हालत की है
कुछ ना समझ में
आये मैं क्या करूं

Pehli Pehli Baar Mohabbat Ki Hai Video

Found mistake in lyrics? We will rectify it. Please specify the error & mail us at [email protected]