Main Ek Sharif Ladki Lyrics – Lata Mangeshkar

Main Ek Sharif Ladki मैं एक शरीफ लड़की lyrics by Lata Mangeshkar is a Hindi song from movie Charas composed by Laxmikant-Pyarelal while penned by Anand Bakshi. Movie directed by Ramanand Sagar starring Dharmendra, Hema Malini, Ajit, Amjad Khan, Sujit Kumar, Aruna Irani, Asrani, Keshto Mukherjee, Tom Alter in the lead role having music label Saregama Music.

Main Ek Sharif Ladki Song Credits

Song Title – Main Ek Sharif Ladki
Movie – Charas (1976)
Director – Ramanand Sagar
Starring – Dharmendra, Hema Malini, Ajit, Amjad Khan, Sujit Kumar, Aruna Irani, Asrani, Keshto Mukherjee, Tom Alter
Music – Laxmikant-Pyarelal
Singer – Lata Mangeshkar
Lyricist – Anand Bakshi
Music Label – Saregama Music

Main Ek Sharif Ladki Song Lyrics in English

Jhoom ke main to chalti na thi
Pee ke girti sabhalti na thi
Main to ghar se nikalti na thi
Nikalti na thi
Nikalti na thi

Bazaar mein izzat meri
Neelam ho gayi
Bazaar mein izzat meri
Neelam ho gayi
Main ek sharif ladki
Badnam ho gayi
Bazaar mein izzat meri
Neelam ho gayi

Main ek sharif ladki
Badnam ho gayi
Bazaar mein izzat meri

Gham se kyun dil tera chur hai
Jo yahan hai woh majboor hai
Gham se kyun chur hai
Jo hai majboor hai
Iss jagah ka yeh dastoor hai
Gham se kyun dil tera chur hai

Subah badal ke roop
Yahan sham ho gayi
Main ek sharif ladki
Badnam ho gayi

Bazaar mein izzat meri
Neelam ho gayi
Main ek sharif ladki
Badnam ho gayi
Bazaar mein izzat meri

Aur thodi pila do mujhe
Kaun hoon main bhula do mujhe
Aur thodi pila do
Kaun hoon main bhula do
Naam kuch doosra do mujhe
Aur thodi pila do mujhe

Ganga ki mauj sheeshe ka
Jaam ho gayi
Main ek sharif ladki
Badnam ho gayi

Ganga ki mauj sheeshe ka
Jaam ho gayi
Main ek sharif ladki
Badnam ho gayi
Bazaar mein izzat meri

Ganga ki mauj sheeshe ka
Jaam ho gayi
Ganga ki mauj sheeshe ka
Jaam ho gayi
Ganga ki mauj sheeshe ka
Jaam ho gayi
Main ek sharif ladki
Badnam ho gayi

Main Ek Sharif Ladki Song Lyrics in Hindi

झूम के मैं तो चलती ना थी
पी के गिरती सम्भलती ना थी
मैं तो घर से निकलती ना थी
निकलती ना थी
निकलती ना थी

बाज़ार में इज्जत मेरी
नीलाम हो गयी
बाज़ार में इज्जत मेरी
नीलाम हो गयी
मैं एक शरीफ लड़की
बदनाम हो गयी
बाज़ार में इज्जत मेरी
नीलाम हो गयी

मैं एक शरीफ लड़की
बदनाम हो गयी
बाज़ार में इज्जत मेरी

ग़म से क्यूँ दिल तेरा चूर है
जो यहाँ है वो मजबूर है
ग़म से क्यूँ चूर है
जो है मजबूर है
इस जगह का ये दस्तूर है
ग़म से क्यूँ दिल तेरा चूर है

सुबह बदल के रूप
यहाँ शाम हो गयी
मैं एक शरीफ लड़की
बदनाम हो गयी

बाज़ार में इज्जत मेरी
नीलाम हो गयी
मैं एक शरीफ लड़की
बदनाम हो गयी
बाज़ार में इज्जत मेरी

और थोड़ी पिला दो मुझे
कौन हूँ मैं भुला दो मुझे
और थोड़ी पिला दो
कौन हूँ मैं भुला दो
नाम कुछ दूसरा दो मुझे
और थोड़ी पिला दो मुझे

गंगा की मौज शीशे का
जाम हो गयी
मैं एक शरीफ लड़की
बदनाम हो गयी

गंगा की मौज शीशे का
जाम हो गयी
मैं एक शरीफ लड़की
बदनाम हो गयी
बाज़ार में इज्जत मेरी

गंगा की मौज शीशे का
जाम हो गयी
गंगा की मौज शीशे का
जाम हो गयी
गंगा की मौज शीशे का
जाम हो गयी
मैं एक शरीफ लड़की
बदनाम हो गयी

Main Ek Sharif Ladki Video

Found mistake in lyrics? We will rectify it. Please specify the error & mail us at [email protected]